How To Rank Blog Posts In Google | Blog Post Ko Google Ke First Page Me Kese Rank Kare
Blog Post Ko Google Me Kese Rank Kare Hum apne blog post ko google me kese laye, blog ko kese rank kare Aaiye jante hai. Sabse pehle Apko apne blog ko Google Webmaster Tool me submit karna hoga. GOOGLE WEBMASTER TOOL Google Webmaster Tool Or Google Search Console kya hai Dosto agar ap nahi jante ki Google Search Console kya hai to aap is post me janenge ki yeh kya hai or iske kya kya fayde hote hain. Basically Asan Word me hum ise samajhna chahe to ye Google ka hi ek platform hai jiska use hum Apne Blog Website ki Post ko Google me Index krane ke liye karte hai. Webmaster Tool Sabse pehle hum apna Blog ya Website submit karne ke liye aap koi bhi browser open karle jese ki Chrom, Uske baad ap whan Search Box me Type kre GOOGLE WEBMASTER TOOL uske baad apko sabse pehla result officialy website ke link ko open karna hoga to ap webmaster ke tool me ajaynge Uske baad apko webmaster tool ko acche se ...