How To Rank Blog Posts In Google | Blog Post Ko Google Ke First Page Me Kese Rank Kare

Blog Post Ko Google Me Kese Rank Kare

Hum apne blog post ko google me kese laye, blog ko kese rank kare Aaiye jante hai.

Sabse pehle Apko apne blog ko Google Webmaster Tool me submit karna hoga.

How To Rank Blog Posts In Google | Blog Post Ko Google Ke First Page Me Kese Rank Kare
GOOGLE WEBMASTER TOOL

Google Webmaster Tool Or Google Search Console kya hai

Dosto agar ap nahi jante ki Google Search Console kya hai to aap is post me janenge ki yeh kya hai or iske kya kya fayde hote hain. 
Basically Asan Word me hum ise samajhna chahe to ye Google ka hi ek platform hai jiska use hum Apne Blog Website ki Post ko Google me Index krane ke liye karte hai.


Blog Post Ko Google Ke First Page Me Kese Rank Kare
Webmaster Tool

How To Rank Blog Posts In Google | Blog Post Ko Google Ke First Page Me Kese Rank Kare


  •  Sabse pehle hum apna Blog ya Website submit karne ke liye aap koi bhi browser open karle jese ki Chrom, Uske baad ap whan Search Box me Type kre GOOGLE WEBMASTER TOOL uske baad apko sabse pehla result officialy website ke link ko open karna hoga to ap webmaster ke tool me ajaynge


  • Uske baad apko webmaster tool ko acche se samajh lena hai jisse ki koi problem nhi ho. aapko upar dikhai de rhe Sign Up ke Button par Click krna hai OR Search Console ke Button par jana hai. jab aap Sign Up karenge To apko apna Gmail account se Sign in krna hoga fir apko continue button par click karke aap webmaster tool or Google Search Console me Login ho jaynge


  • Apke samne ek Dashboard open hoga apko simply process karna hai apko whan apna jo Blog ya Website ka link adress hai use daal dena hai uske baad add new property pr click karna hai fir apko website confirmation karne ke liye kaha jayga  apko verification karne ke baad Google Search Console me Jana hoga 

Verification pura karne ke baad apko whan bahot sare option dikhai denge 

  • DOMAIN NAME PROVIDER
  • HTML file Upload
  • HTML Tag
  • Google Analytic 
  • Google tag manager 
Apko Html Tag me jana hai or whan se HTML tag ko copy kar apne blogger par Theme option me jana hai or HTML edit me COPY kiye huve code ko uper hi uper head ke yaha paste kar dena hai. Simple hogaya apka Search Tool setup.




Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Start Blogging | Make Money Blogging for Beginners

How To Increase Blog Traffic - 10 SEO Tips